Best 30+ English Shayari Attitude You Need to Read

English Shayari Attitude is a modern twist on the traditional poetic art form, blending sharp emotions with confidence and self-expression. Traditionally, Shayari has been an important part of Urdu and Hindi culture, often reflecting love, heartbreak, hope, or longing. But in todayβs generation, it has evolved to cover themes of individuality, boldness, pride, and self-worth β which gives rise to Attitude Shayari. When written in English, it resonates with a wider global audience, especially the youth who want to use words as a tool of personality projection.
English Shayari Attitude
Seedhe Saadhe Rehte Hain,
Ab Role Badal Denge
Satka Mat Apni,
Mahaul Badal Dengeπ
Kuch Log Khud Ko Sher Samajhte Hain,
Magar Hum Woh Insaan Hain Jo,
Sheron Ko Bhi Kutte Jaise Ghumaate Hain.π
Sudhari Hai To Bas Meri Aadatein,
Warna Mere Shauk,
Wo To Aaj Bhi Teri Aukat Se Unche Hain.π
Jab Se Logon Ki Parwah Karni Chhodi Hai,
Tab Se Zindagi Khoobsurat Ho Gayi Hai.π
Akad Dikhane Walon Ko,
Unki Aukat Dikhane Mein Humein Der Nahi Lagti,
Wahi Log Uthaate Hain Hum Par Ungliyaan,
Jinki Humein Chhoone Ki Aukaat Nahi Hoti.π
Khilaaf Koi Bhi Ho Farq Nahi Padta,
Jinka Saath Hai Woh Sabke Baap Hain.
Kitaabon Pe Dhool Jam Jaane Se
Itihas Kabhi Khatam Nahi Hote.π
Bheekh Maangne Se
Accha Hai Apna Haq Cheen Lo!π
Mujhe Meri Aukaat Batane Ka Shukriya!!
Tumhe Tumhari Aukaat Waqt Batayega!!π
Badhawaasi Ka Daur Hai Saahab,
Pata Nahi Baarood Kisko Chhalni Kar Deπ
English Shayari Attitude Boy
Ye To Accha Hai Ke Dil Sirf Sunta Hai,
Agar Kahin Bolta Hota To Qayaamat Aa Jaati!
Mujhe Mat Dekho Hazaaron Mein,
Hum Bika Nahi Karte Bazaaron Mein!π
Waqiye To Anginat Hain Zindagi Ke
Samajh Nahi Aata,
Ki Kitaab Likhun Ya Hisaab Likhunπ
Hum Duniya Se Alag Nahi,
Hamari Duniya Hi Alag Hai.π
Hum Apni Riyasat Ke Raja Hain,
Kisi Ki Haisiyat Dekh Kar Sir Nahi Jhukate.π
Agar Zindagi Mein Kuch Paana Hai To,
Tareeka Badlo Iraada Nahi
Badnaam Wahi Hote Hain,
Jinke Kaam Sahi Hote Hainπ
Jaana Hai To Jao, Aakhir Roka Kisne Hai,
Main To Alag Khada Hoon, Tumko Toka Kisne Haiπ
Jo Humse Akadta Hai
Use Hum Baaton Se Nahi
Laaton Se Samjhate Hainπ
Mere Jaisa Dhoondh Rahe Ho,
Mujh Mein Kya Kami Haiπ
Attitude Shayariπ₯ English 2 Line
Maachis To Yun Hi Badnaam Hai Huzoor
Hamare Tewar To Aaj Bhi Aag Lagaate Hain
Jab Se Mujhe Pata Chala Hai Ki
Mera Atma-vishwas Mere Saath Hai
Tab Se Maine Ye Sochna Band Kar
Diya Ki Kaun Mere Khilaaf Haiπ
Rishton Se Azaad Main,
Nakhre Ki Gulaami Nahi Karta,
Munh Par Sach Bolta Hoon,
Peeth Peeche Badnaami Nahi Karta.π
Maafi Par Apnana Seekho,
Galti Par Thukrana Seekho,
Jaha Par Na Ho Tumhari Zaroorat,
Waha Se Uthkar Jana Seekho.π
Baat Baat Par Bigda Mat Karo,
Hum Bigde To Tumhara Naksha Bigaad Denge.π
Yun To Khuli Kitaab Hoon Main,
Phir Bhi Har Kisi Ki Aukaat
Nahi Hai Mujhe Padhne Ki
Jo Dhool Tak Nahi Uda Sakte,
Woh Humein Udaa Ne Ki Baat Kar Rahe Hain.π
Lehze Mein Battameezi Aur
Chehre Par Naqaab Liye Phirte Hain,
Jinke Khud Ke Khaate Kharaab Hain,
Wo Mera Hisaab Liye Phirte Hain.π
Hum Kuch Din Khaamosh Kya Hue,
Kutton Ne Bhonkna Shuru Kar Diya.π
Tum Agar Sochte Ho Ki Main Bura Hoon,
To Tum Galat Sochte Ho, Main Bahut Bura Hoon.π
Jis Din Maine Maryada Ko Chhod Diya,
Samajh Lo Us Din Tumko Tod Diya
Jisko Jo Kehna Hai Kehne Do, Apna Kya Jaata Hai,
Yeh Waqt Waqt Ki Baat Hai, Aur Waqt Sabka Aata Hai.π
Maa Ne Kaha Tha Kabhi Kisika Dil Mat Todna,
Isliye Humne Dil Ko Chhod Ke Baaki Sab Toda.π
English Shayari AttitudeΒ represents self-expression mixed with poetic charm. It empowers individuals to express confidence without sounding harsh. It is not just about showing attitude for the sake of superiority, but rather about embracing self-respect, courage, and dignity in words. In an era where personality often communicates louder than actions, Attitude Shayari in English has become a creative and impactful way to showcase strength and individuality