English Shayari

3

What's New?

3

What's New?

The Heartfelt Art of Shayari: Capturing Love and Longing

dil ko chu jane wali shayari

Dil ko chu jane wali shayari, or poetry that touches the heart, is a cherished form of expression in Urdu and Hindi literature. This genre of Dil ko chu jane wali shayari encapsulates deep emotions, often revolving around love, heartbreak, longing, and the bittersweet nature of relationships. The beauty of such verses lies in their ability to resonate with listeners and readers, evoking feelings that are often difficult to articulate.

At its core, dil ko chu jane wali shayari often celebrates love. It portrays the intensity of feelings one experiences when in love, capturing moments of joy and bliss. For instance, verses may describe the overwhelming emotions felt in the presence of a beloved or the simple yet profound joys of companionship. Lines like “हम वो हैं जो मोहब्बत में जान भी लूटा दें” (We are those who would sacrifice our lives for love) reflect this sentiment beautifully

Dil Ko Chu Jane Wali Shayari

 

dil ko chu jane wali shayari

 

Main Kisi Ko Pane Ki Khatir Itna Roya Hoon,
Ab Main Kisi Ko Khone Se Nahi Darta.😌

 

Tumhein Pane Ki Katir,
Hum Ne Sab Ko Chod Diya,😌
Aur Akhir Mein Tumhari Khoshi Ki Katir,
Jao Tumhein Bhi Chod Diya.😌

 

Kya Khub Kaha Hai Kisi Ne,
Jise Paa Nahi Sakte,😌
Usay Dekh Kar Khosh Hona,
Yeh Bhi Mohabbat Hai.😌

 

Khuda Ki Qasam Jis Mohabbat
Ke Liye Duniya Tarasti Hai,
Woh Mohabbat Ki Thi Maine Tumse.😌

 

Humein Laga Tum Samjho Gay Humein,
Tum Ne Bhi Humein Galat Samjha.😌

 

Jitna Khauf Logon Mein Roza Toorne Ka Hai,
Kaash Itna Khauf Dil Toorne Ka Bhi Hota.😌

 

dil ko chu jane wali shayari

 

Kabhi Raaste Badal Gaye Kabhi Irade Badal Gaye,
Hum Na Badle Mgar Tere Wade Badal Gaye,😌
Mohabbat Ke Andhere Mein Pathar Pighal Gaye,
Gairoon Se Kya Gilah Jab Apne Badal Gaye.😌

 

Umar Bhar Bharte Raho Yeh Zakham Bharta Nahi,
Admi Chahe Jitni Marzi Mohabbatein Kar Lay,
Pehli Mohabbat Se Nikalta Nahi Hai.😌

 

Koi Khamosh Ho Jaye Toh Hum Tadap Jaate Hain,
Hum Khamosh Howe Toh Kisi Ne Haal Tak Na Pocha.😌

 

Ansoo Jab Chehre Par Beh Jaye,
Toh Samjh Lena Dil Ka Zakham Gehra Hai.😌

 

Bachpan Key Din Bhi Kitne Achhe Hotey The
Tab Dil Nahi Bas Khilone Tuta Krte The😌
Ab Ek Aansoo Girey Toh Saha Nhi Jaata,
Bachpan Mein Toh Dil Bhur Ke Royaa Krte The😌

 

Best Dil Ko Chu Jane Wali Shayari

 

dil ko chu jane wali shayari

 

Aaj To Dard Ki Intaha Hoti Rahi
Zindagi Meri Sisak-sisak Kar Roti Rahi😌

 

Ab Safar Zindagi Ka Khatam Hi Hua Smjho
Uski Baton Se Judai Ki Mehak Aati Hai😌

 

Door Jakar Bhi Ham Door Jaa Na Sakenge,
Kitna Royenge Ham Bata Na Sakenge,
Gham Iska Nahi Ki Aap Mil Na Sakoge,😌
Dard Is Baat Ka Hoga Ki
Ham Aapko Bhula Na Sakenge😌

 

Itna Saza Do Mere Janaze Ko Ki
Unki Aankho Se Aansu Aajaye😌
Sari Umar To Nafrat Thi Unhe Mujse
Kam Se Kam Janaze Se To Pyar Ho Jaye😌

 

Tujhe Kya Lagta Hai Mujhe Teri Yaad Nahi Aati
Kon Bhala Apni Barbadi Ko Bhul Skta Hai😌

 

Mere Geet Sune Duniya Ne Magar
Mera Dard Koi Na Jaan Saka,😌
Ek Tera Sahara Tha Dilko,
Tu Bhi Na Mujhe Pehchan Saka😌

 

dil ko chu jane wali shayari

 

Jab Hum Duniya Se Chale Jayenge
Aap Ko Taaro Mein Nazar Aayenge😌
Hume Dekh Kar Koi Dua Mang Lena
Hum Har Baar Usse Pura Karne Ke Liye Tut Jayenge😌

 

Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Uski Lazzat Ka
Bin Matlabi Sa Banda Hoon Uski Saadgi Per Marta Hu😌

 

Na Dekh Aasman Ko Itni Hasrat Se Ab,
Woh Sitara Toot Gya Jiski Tujhko Talaash Thi😌

 

Har Dhadkan Mein Ek Raz Hota Hain,
Har Baat Ko Batane Ka Ek Andaz Hota Hai,😌
Jab Tak Thokar Na Lage Bewafai Ki,
Har Kisi Ko Apne Pyar Par Naz Hota Hai😌

Unko Jana Tha Wo Chle Gye
Hum Ko Khona Tha Hum Ne Kho Diya😌
Fark Sirf Itna Tha Us Ne Zindgi Ka Ik Pal Khoya
Hum Ne Ek Pal Mai Puri Zindgi Kho Di😌

 

Beautiful  Shayari in English

 

dil ko chu jane wali shayari

 

Kash K Aisa Bhi Hua Hota Meri Kami Ne
Tujhe B Udaas Kiya Hota😌
Lot Aate Ek Pal Me Tere Paas Tere Labo Ne
Mera Naam To Liya Hota😌

 

Abhi Bhi Baaki Hai Kuch Ummiden Unse
Jo Meri Saari Ummiden Tod Kar Chale Gaye😌

 

Hamdardi Na Karo Mujh Se Aye Hamdard Dosto
Wo Bhi Bare Hamdard The Jo Dard Hazaron De Gye😌

 

Agar Teri Khamoshi Teri Majboori Hai
To Phir Rehne De Ishq Bhi Konsa Zaruri Hai😌

 

Dard Ki Daastaan Abhi Baaki Hai
Mohabbat Ka Imtehaan Abhi Baaki Hai😌
Dil Kare Tou Phir Milne Aa Jana
Mera Dil Hi Toota Hai Jaan Abhi B Baaki Hai😌

 

Usay Bahut Chaha Phir Bhi Wo Apna Na Bana
Na Jane Wo Konsi Muhabbat Thi
Jo Hum Use De Na Sake😌

 

 

dil ko chu jane wali shayari

 

Kuchh Is Tarha Se Saudaa Kiya Mujhse Waqt Ne
Ke Tajurbe De Kar Wo Meri Maasoomiyat Le Gaya😌

 

Aankhe Aksar Woh Baatein Kah Jaati Hain
Jo Baatein Hum Jubaa Par La Nahi Paate😌

 

Qadar Karlo Unki Jo Tumse
Bina Matlab Ki Chaahat Karte Hain
Duniya Mein Khayal Rakhne Wale Kam
Aur Takleef Dene Wale Zyada Hote Hain😌

 

Mai Fanaa Ho Gyi Wo Badla Fir Bhi Nahi
Shayad Meri Chahat Se
Bhi Sachhi Thi Nafarat Uski😌

 

Uski Chahat Se Ikrar Na Karte..
Uski Kasmo Ka Aitbar Na Krte,
Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak H Unke Liye,
Ksam Se Jaan De Dete Par Pyar Nahi Krte😌

 

Dil Ko Chu Jane Wali Shayari In English

 

dil ko chu jane wali shayari

 

Kisi Ki Yaad Main Itna Udaas Na Huwa Kar
Log Naseeb Se Milte Hain Udaasiyon Se Nahi😌

 

Tum Fikar Na Karo Mai
Tumse Bahut Dur Chala Jaunga
Ek Paigam Bheja K Mout Bas Aane Hi Wali Hai

 

Wo Mujha Toot Kar Chahega Or Bhool Jaaye Ga
Mujha Khabar Na Thi Usse Ye Hunar Bhi Aata Hai😌

 

Choro Dost Ye Gam Ki Bate Uska Dil Nahi Pighlega
Wo To Ik Patthar Hai Uske Sine Mai Jajbaat Kaha😌

Hope you like these “dil ko chu jane wali shayari”. Shayari holds a significant place in South Asian culture, especially within literary circles. It serves as a medium for expressing complex emotions that might otherwise remain unspoken. In gatherings such as mushairas (poetry recitals), individuals share their favorite shayari to connect with others emotionally.

Heartbroken dil ko chu jane wali shayari is more than just poetry; it is a cathartic release for those grappling with the complexities of love and loss. Through its evocative language and heartfelt expressions, it provides solace to those who find themselves in similar situations, reminding them that they are not alone in their pain. The beauty of this form lies in its ability to articulate what many feel but cannot express, making it an enduring aspect of emotional literature.

Facebook
Twitter
LinkedIn
WhatsApp