Best 30+ Beautiful Sad Shayari in English

English Sad Shayari: Shayari is one of the most expressive and soulful forms of literature. Traditionally rooted in Persian and Urdu poetry, Shayari has evolved over centuries to capture the depth of human emotions—love, hope, longing, separation, and heartbreak. Among its many forms, sad Shayari holds a special place in people’s hearts because it resonates with universal feelings of pain and melancholy. When expressed in English, sad Shayari bridges cultures and languages, allowing individuals across the world to connect deeply through words, no matter where they come from.
English Sad Shayari
Tere Baghair Dil Ki Kya
Haalat Hai Tum Kya Jaano
Mil Kar Bataayenge Yeh Dil Kitna
Tadpa Hai Tum Se Door Reh Ke💔
Hum Jaise Logon Ka Jeena Kya Marna Kya
Aaj Tere Dil Se Nikle Kal Duniya Se Nikal Jaayenge💔
Pyaar Us Se Karo Jiska
Pehle Se Dil Toota Ho
Jiska Dil Pehle Se Toota Ho
Woh Phir Kisi Ka Dil Nahi Todega💔
Mohabbat Ki Kahaani Mein Kahaan Yeh Modh Aate Hain
Jin Ko Dil Mein Rakhte Hain Wohi Dil Tod Jaate Hain💔
Suna Hai Dil Samundar Se Bhi Gehra Hota Hai
Phir Kyun Nahi Basta Is Dil Mein Koi Tere Siwa💔
Ab Dekhunga Kaun Todega Ise
Dil Bana Laaya Hoon Main Bhi Pathar Ka
Main Sab Ka Dil Rakhta Hoon
Par Suno, Main Bhi Ek Dil Rakhta Hoon💔
Main Ne Mehsoos Kiya Hai Ke
Dil Ke Dukhne Se Chehre Ki
Rangat Badal Jaati Hai💔
Dard Usi Ko Hota Hai
Jiske Paas Dil Hota Hai💔
Hum To Dil Ke Bohot Narm The
Duniya Walon Ne Sitam Kar Kar
Ke Humein Pathar Ka Bana Diya💔
2 Line Sad Shayari In English
Dil Ka Darwaaza Chhota Hi Rehne Do
Jo Jhuk Kar Andar Aaye Samjho Wohi Apna Hai
Jaao, Dhond Lo Hum Se Ziyada Chahne Wala
Mil Jaye To Khush Rehna ,
Na Mile To Hum Phir Bhi Tumhare Hai💔
Usne Kaha Bhool Jao Mujhe
Hum Ne Bi Rote Hoye Keh Diya Kon Ho Tum💔
Yu To Duniya Me Wafa Karne Walo Ki Kami Nahi Hai
Par Sala Pyar Bhi Usi Se Hota Hai Jisko Kadar Nahi Hai💔
Tum Se Mahobbat Teri Aukat Se Jyada Ki Thi
Ab Baat Nafrat Ki Hai Soch Tera Kya Hoga💔
Tumhare Bina Yeh Dhadakna Hi Nahi Chahta
Yaqeen Maano Kuch Paagal Sa Hai Dil Mera
Maana Ki Mujhe Pyar Karna Nahi Aata
Per Tu Bata Ki Tujhe Dil Todna Kisne Sikhaya💔
Phir Se Tere Mehfil Mein Chala Aaya Hu
Andaz Wahi Hai Bas Alfaz Naye Laya Hu💔
Bhul To Jaau Tujhe
Par Mere Paas Rahega Kya💔
Zakham De Kar Na Puch Dard Ki Shiddat
Dard To Phir Dard Hai, Kam Kya, Zeyaada Kya💔
English Sad Shayari On Life
Suna Hai Unke Narm Haathon Se
Phisal Jaati Hain Cheezein Aksar
Mera Dil Laga Hai Haath Unke,
Khuda Khair Kare
Asan Nahi Use Bhula Panna.
Kyuki Raggo Se Khun
To Marne Ke Bad Hi Rukta Hai💔
Kuch Aise Haadse Bhi Zindagi Me Hote Hain Ke
Insaan Bach To Jata Ha Magar Zinda Nhi Rehta💔
Pyar Me Ab Yeh Shamil Karna Hai,
Wo Sach Kahe Na Kahe,
Hume Atbaar Karna Hain💔
Tum Mujhe Yaad Ab Nahi Aate
Mujhe Tum Yaad Ho Gaye Ho💔
Kaafi Seenon Mein Sirf Pathar Hain
Khush Naseebi Hai Dil Ka Dil Hona
Kitna Dard Hai Dil Mai Dikhaya Nahi Jata,
Gambhir Hai Kissa Sunaya Nahi Jata,
Ek Bar Ji Bhar Ke Dekh Lo Is Chehare Ko,
Kyonki Bar Bar “Kafan” Uthaya Nahi Jata💔
Puchcha Jo Humne Kisi Or K Hone Lage Ho Kya,
Woh Muskura Ke Bole Pahele Tumhare The Kya💔
Agar Teri Khamoshi Teri Majboori Hai
To Phir Rehne De Ishq Bhi Konsa Zaruri Hai💔
Dil Uska Bhi Tha, Dil Mera Bhi Tha,
Woh Pathar Ka Tha, Mera Sheeshe Ka Tha.💔
Alone Sad Shayari In English
Dil Mein Kis Kis Ko Jagah Dein
Gham Rakhein, Dam Rakhein,
Fariyaad Rakhein Ya Teri Yaad Rakhein
Khuda Ki Qasam Badi Mushkil Se Milta Hai,
Woh Ek Dil Jo Mohabbat Nibhaane Wala Hota Hai.💔
Aey Dil Thori Sii Himat Kar Na Yar
Dono Mil Kar Usse Bhool Jate Hain💔
Aaj Phir Bin Mausam Barsaat Hui Hai,
Lagta Hai Kisi Ka Phir Se Dil Toota Hai.💔
Hope you like these “english sad shayari”. English sad Shayari is much more than a poetic form; it is an emotional language that speaks directly to the heart. Through its reflective verses, it provides comfort, reminds us of the strength hidden in our vulnerability, and connects us to others who have walked the same roads of sorrow. Though born out of pain, it ultimately gives voice to love, loss, and healing. That is why sad Shayari, in any language, will always remain timeless—a poetic mirror to the emotions people often carry silently within.