Love Shayari

Best 30+ Beautiful English shayari

english shayari

Last updated on August 5th, 2025 at 01:26 pm

English shayari represents a unique blend of traditional South Asian poetry with the English language, resulting in an expressive, contemporary form embraced by a global audience. While shayari has its roots in Persian and Urdu literary traditions, known for their rhythmic couplets and deep emotional resonance, the adaptation into English reveals the genre’s incredible versatility and evolving nature.

English Shayari

 

english shayari

 

Ek Tu Hi Hai Aadat Meri
Is Dil Ko Hai Zaroorat Teri

 

Tere Ishq Mein Khoye Jaana Chahta Hoon,
Tere Pyar Me Hi Hai Meri Zindagi Ka Maqsad Hai.

 

Tu Hai Meri Zindagi Ka Maksad,
Tere Bina Adhoori Hai Ye Raasht.

 

Teri Yaadon Mein Hi Rehta Hoon,
Teri Baaton Mein Hi Jeeta Hoon,
Tu Hi Meri Khushi,
Tu Hi Meri Duaa,
Tu Hi Meri Aarzoo,
Tu Hi Meri Chaah.

 

Ek Sapna Aur Ek Chahat Hai ,
Sirf Tum Sath Ho Mere To,
Dil Ko Sukoon Aur Rahat Hai

 

 

english shayari

 

Mohbbat Ek Ehsaso Ne Dilo Me Dhoom Machai Thi,
Bekarari Hui Thi Kam Jab Karib Tum Aayi Thi

 

Teri Ek Najar Ki Deewani Hun Main
Teri Mohbat Ki Khubsurat Kahani Hun Main

 

Ankho Me Saja Sapne Hum Tumse Milne Aaye The ,
Yaad Hai Kya Aaj Bhi Wo Pal,
Jab Pahli Nazar Me Hume Dekha Tha ,
Tum Dhire Se Muskuraye The

 

Tum Jo Kabhi Ajnabi Thy,
Aaj Aap Ka Dard Apna Sa Lagta Hai,
Na Jaany Kab Tum Khaas Ban Gaye,
Aaj Aapki Smile Hamy, Khush Kar Deti Hai.

 

Kaise Bataaun Use,
Kiya Haal Ho Jaata Hai, Uske
Bina Acha Kuch Nahin Lagta,
Jab Pyaar Ho Jaata Hai.

 

English Shayari On Life

 

english shayari

 

Tu Hai Meri Zindagi Ka Maksad,
Tere Bina Adhuri Hai Har Hasrat.

 

Aapki Khushi Ke Thikane Bohat Honge
Lekin Khushi Ka Thikana Sirf Tum Ho

 

Teri Baahon Mein Jannat Ka Nasha Hai,
Tere Pyar Mein Meri Khushiyon Ka Ghar Basa Hai.

 

Raat Ke Aakaash Mein Taaron Ki Tarah,
Aapka Pyaar Mere Sabse Andhere
Ghanton Ko Roshan Kar Deta Hai

 

Meri Zindagi Ke Raz Mein Ek Raz Tum Bhi Ho
Meri Bandagi Ki Aas Mein Ek Aas Tum Bhi Ho

 

 

english shayari

 

Teri Aankhon Mein Doob Jaane Ko Dil Karta Hai,
Teri Muskurahat Mein Kho Jaane Ko Dil Karta Hai.
Tu Meri Zindagi Ka Ek Ehsaas Hai,
Tere Bina Sab Kuch Adhoora Sa Lagta Hai.

 

Aapke Maathe Ko Chum Kar,
Meri Qismat Khul Jaati Hai,
Aapko Baahon Mein Lekar,
Meri Thakan Door Ho Jaati Hai.

 

Tere Pyar Mein Jeena Hai,
Teri Baahon Me Apna Jivan Bitana Hai.

 

Teri Baatein, Meri Jaane Jaan,
Pyar Ki Kahani Hai Yeh Dil Ki Zubaan.

 

Teri Dosti Meri Zindagi Ka Sahara,
Tere Pyar Mein Hai Meri Har Khushi Ka Kinara

 

Love Shayari

 

english shayari

 

Nazar Chahti Hai Deedar Karna ,
Dil Chahta Hai Pyar Karna,
Kya Bataon Is Dil Ka Alam ,
Naseb Me Likha Intezar Karna

 

Aap Khud Nahi Jante Aap Kitne Pyare Ho
Jaan Ho Hamari Par Jaan Se Pyari Ho

 

Dil Ki Dhadkan Aur Meri Sadaa Hai Tu,
Meri Pehle Aur Aakhri Wafa Hai Tu,
Chaaha Hai Tujhe Chaahat Se Bhi Badh Kar,
Meri Chaahat Aur Chaahat Ki Inteha Hai Tu.

 

Meri Har Dua Ka Asar Tum Ho ,
Meri Khushi Ka Intezaam Tum Ho,
Aur Meri Ho Phir Bhi Har Roj Mangte Hai Tumko,
Kyuko Meri Zindagi Me Sabse Kimti Tum Ho

 

Na Jaane Woh Kon Habeeb Hoga
Tere Hath Mein Jiska Naseeb Hoga
Koi Tumhe Chahe Ye Badi Baat Nahi
Jisko Tum Chaho Woh Khush Naseeb Hoga

 

 

english shayari

 

Tere Ishq Mein Rang Hai Pyara,
Teri Muskurahat Se Hai Saara Ghar Bhara.
Tu Hi Meri Khushi, Tu Hi Mera Pyar,
Teri Baaton Mein Hai Mere Dil Ka Izhaar.

 

Dill To Chaahta Hai Tumsy Milein,
Par Faaslon Ki Majburi Hai,
Hum To Sada Tumhare Saath Hain,
Sirf Nazron Ki Doori Hai.

 

Ek Khwab Hai Duniya Ghumna,
Jab Sath Mera Special Person Ho

 

Pyaar Nibhana Aana Chahiye
Ho Toh Sabko Jaata Hai

 

Jinse Mohabbat Ki Jaati Hai
Unki Izzat Mohabbat Se Bhi Zyada Ki Jati Hai

 

 

english shayari

 

Qismat Wale Hote Hai Woh Log Jinhe
Mohabbat Ke Badle Mohabbat Milti Hai

 

Meri Duniya Meri Khusiya
Bas Tumse Shuru Bas Tum Pah Khatam

 

Teri Hansi, Meri Duniya Ka Rang,
Tere Pyar Mein Jeena Hai Meri Har Khwahish Ka Sang.

English shayari is a testament to cultural fusion and creative evolution. It demonstrates how art forms adapt, survive, and flourish by absorbing new influences and embracing the voices of newer generations. For those who cherish poetry’s power to touch the soul and transcend boundaries, English shayari offers a compelling new avenue for self-expression, celebration, and emotional connectio