Attitude Shayari

Best 30+ Beautiful Shayari In English Attitude

shayari in english attitude

Shayari in english attitude: Shayari is a poetic form originally rooted in Urdu and Hindi literature, often associated with expressions of love, longing, heartbreak, and beauty. Over time, it has evolved beyond themes of romance, finding its place in broader expressions of life, philosophy, and identity. Among the emerging forms, attitude shayari has become especially popular in the modern era, particularly with younger generations who wish to convey confidence, ambition, and self-respect in a poetic style. When written in English, “attitude shayari” blends traditional poetic rhythm with contemporary self-expression, making it relatable for a global audience.

 

Shayari In English Attitude

 

shayari in english attitude

 

Hamari Pehchaan To Aag Ki Tarah Hai
Jahan Se Guzarte Hain Log Jal Jate Hain

 

Munafqat Se Jab Thak Jao
To Samna Karna🔥
Hamara Dil Bhi Bara Hai ❤️
Aur Hamari Pehchaan Bhi

 

Onchi Imarat Pe Baith Kar
Parinde Baaz Nahi Ban Jate😎

 

Chhota Sa Naam Hai Par
Maane Bhi Bohat Hain
Masoom Sa Chehra Par
Chahne Walay Bohat Hain😎

 

Ji Sahi Farmaya Aapne Bohat Bura Hoon Main
Apna Paak Daaman Jhaadiye Aur Chalte Baniye😎

 

 

shayari in english attitude

 

Har Ek Ki Tabiyat Ke Mutabiq Nahi Hai Hum
Kadwe Zarur Hain Magar Munafiq Nahi Hai Hum😎

 

Sakht Bad Mazaaj Hoon Main🔥🚬
Ijtinaab Nahi Aap Nafrat Kijiye

 

Maana Ke Buro Se Bhi Bura Hoon Main😇💯
Log To Achhon Ko Bhi Jeene Nahi Dete

 

Main Gunaahgaar Bhi Hoon To Sirf Khud Ka
Main Ne Apne Sawa Kisi Ko Barbaad Nahi Kiya😎

 

Tumhein Faqat Kharab Kehte Hain🔥
Par Humein To Log “azaab” Kehte Hain

 

1 Line Attitude Shayari In English

 

shayari in english attitude

 

Pehchaan Aise Hi Nahi Ban Jaati 🔥
Hazaron Mukhalif Paida Karne Padhte Hain

 

Jo Mujhe Baantna Pade,, 😏
Woh Main Auron Ke Liye Chhod Deta Hoon

 

Wafaadaari Ka__nuqaab Chhada Kar🥀
Log Adaakaari Khoob Karte Hain

 

Dil Ko Adaayein Mutasir Kartii Hain..
Haseen Hona Koi Badi Baat Nahi Hai😎

 

Hum Kyun Kisi Ka Sog Manaayein
Jo Jata Hai Bhad Mein Jaye😎

 

 

shayari in english attitude

 

Achhe Kapde Achha Khana
Mahangi Jooti Achha Ghar🙂💙
Kaale Dil Ghaatiyan Soch
Ghande Shauq Munafiq Log

 

Apne Taluq Apne Paas Rakho
Humein Zamana Hamare Naam Se Jaanta Hai😎

 

Behisaab Hasratain Na Paliye
Jo Mila Hai Use Sambhaaliye😎

 

Be Matlab, Be Fuzool,
Be Kaar Nahi Hain_
Naye Daur Ke Rishte Hain Saahib!!
Bas Wafaadaar Nahi Hain😎

 

Dil Ke Panjre Se Parindon Ko Uda Do Saahib
Arzooon Ko Masallas Pala Nahi Karte😎

 

Short Shayari In English Attitude

 

shayari in english attitude

 

Hamare Chehre Ki Muskurahat Bhi
Kitne Munafiqon Ke Liye Maut Hai😎

 

Hamare Saath Uljh Kar To Dekho
Suljh Na Gaye To Kehna😎

 

Kuch Log Mere Harfo Se
Mere Andar Dekhna Chahte Hain
Nadaan Hai Kinare Pe Baith Ke
Samundar Dekhna Chahte Hain.😎

 

Mera Style Hi Meri Pahachaan Hai,
Doosare Copy Karate Hain.😎

 

Boy Hoon Thoda Royal Type,
Napharat Bhi Classy Deta Hoon.😎

 

 

shayari in english attitude

 

Meethay Logon Se Mil Kar Maine Jaana
Kadwe Log Aksar Sachay Hote Hain😎

 

Khaamoshi Meri Shaan Hai,
Reaction Meri Jaan Hai.😎

 

Attitude To Bachapan
Se Hi Royal Hai.😎

 

Main Wo Hoon Jo Rules Nahin,
Game Chenj Karata Hai.😎

 

Wo Meri Peeth Pichhe Baat Karate Hain,
Kyonki Wo Kisi Kaaran Se Mere Pichhe Hain.😎

 

Main Har Kisi Ki Pasand Nahin Hoon,
Lekin Main Nishchit Roop Se Kisi Ke
Liye Whisky Ka Ek Shot Hoon.😎

 

Shayari In English Attitude 2 Line

 

shayari in english attitude

Ajeeb Zamana Chal Raha Hai
Jis Ko Dekho Jal Raha Hai 🔥

 

Hamaara Andaaj Hi
Pahachaan Hai Hamari.😎

 

Hope you like these “shayari in English attitude”.  Shayari in English attitude is more than just rhyming words; it is a voice of individuality. It shows how poetry evolves with time while holding on to its essence: beauty in expression. These verses empower people to say, “I know who I am, and I do not need validation.” Simple yet impactful, this form of shayari has become a symbolic language of strength, modern identity, and fearless confidence.